“Lut Gayi Ummido Ki Duniya” Song Details:
| Movie: | Jal Tarang |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar |
| Lyricist(s): | Sarshar Sailani |
| Composer(s): | Bhagatram Batish, Husnlal Batish |
| Music Director(s): | Bhagatram Batish, Husnlal Batish |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Rajendra Sharma |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Rehman, Geeta Bali, Shashikala, Ram Singh, Rajan Haksar, Shyama |
Lut gayi ummeedo ki duniya
Lut gayi ummeedo ki duniya
Khoon hua armano ka
Apno ne barbad kiya
Kya shikwa kare begano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya
Bairi hai bedard zamana
Bairi hai bedard zamana
Har aansoo hai ek fasana
Har aansoo hai ek fasana
Sunne wala koi nahi
In dard bhare afsano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya
Khoon hua armano ka
Apno ne barbad kiya
Kya shikwa kare begano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya
Naav bhawar mein door kinara
Naav bhawar mein door kinara
Nazar na aaye koi sahara
Nazar na aaye koi sahara
Khevan har ne dil ko hara
Zor bada tufano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya
Khoon hua armano ka
Apno ne barbad kiya
Kya shikwa kare begano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya.


