Maa Hai Mohabbat Ka Naam Lyrics

Maa Hai Mohabbat Ka Naam Lyrics Lyrics

“Maa Hai Mohabbat Ka Naam” Song Details:

Movie: Maa Ka Aanchal (1970)
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Kaifi Azmi
Composer(s): Madan Mohan
Music Director(s): Madan Mohan
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Jagdev Bhambri
Music Label: © Saregama
Starring: Sanjeev Kumar, Anjana Mumtaz, Master Ratan

Maa hai mohabbat ka naam
Maa hai mohabbat ka naam
Maa ko hajaro salam
Karde fida jindagi aaye jo bacho ke kam
Maa hai mohabbat ka naam
Maa ko hajaro salam

Haske uthaye gum baithe na har ke ho
Bale jamane ko wo apne ko mar ke ho
Bhukh mitaye sada
Pyas bujhaye sada
Pyar lutaye sada
Mange na kimat na dam
Maa hai mohabbat ka naam
Maa ko hajaro salam

Uske kadam chhuna duniya ki shan hai ha
Hamko mila hai jo bhi mamta ka dan hai ha
Bag lagati hai maa
Phul khilati hai maa
Vipata uthati hai maa
Deti hai khusiya tamam
Maa hai mohabbat ka naam
Maa ko hajaro salam

Chahe bhikharan ho khali ho hath bhi
Maa to rahegi maa koi ho jat bhi ha
Mamta ki chhaw tale deep hajaro jale
God mein uske pale sare rishi sab ki maa
Maa hai mohabbat ka naam
Maa ko hajaro salam
Karde fida jindagi aaye jo bacho ke naam
Maa hai mohabbat ka naam
Maa ko hajaro salam.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top