“Maa Mujhe Apne Anchal Mein” Song Details:
| Movie: | Chhota Bhai |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar |
| Lyricist(s): | Anand Bakshi |
| Composer(s): | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Music Director(s): | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Kotayya Pratyagatma |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Rehman, Nutan, Master Mahesh Kumar |
Maa mujhe apne anchal mein
Chipa ley, gale se laga ley
Ki aur mera koyi nahi
Maa mujhe apne anchal mein
Chipa ley, gale se laga ley
Ki aur mera koyi nahi
Phir na sataunga kabhi pas bula ley
Gale se laga ley ki aur mera koyi nahi
Ki aur mera koyi nahi
Bhul meri chhoti si bhul jao mata
Bhul meri chhoti si bhul jao mata
Aise koyi apno se ruth nahi jata
Ruth gaya hu mai to mujhko mana ley
Gale se laga ley ki aur mera koyi nahi
Ki aur mera koyi nahi
Na to yaha aandiya na koi jyot hai
Na to yaha aandiya na koi jyot hai
Na to yaha jivan hai na koi maut hai
Tune kiya hai mujhko kiske hawale
Gale se laga ley ki aur mera koyi nahi
Maa mujhe apne anchal mein
Chipa ley, gale se laga ley
Ki aur mera koyi nahi
Phir na sataunga kabhi pas bula ley
Gale se laga ley ki aur mera koyi nahi
Ki aur mera koyi nahi.


