“Maa Rab Ka Roop Nirala” Song Details:
| Album/Label: | Jay Ambe Gauri (2016) |
| Singer(s): | Gopal Mohan Bhardwaj |
| Lyricist(s): | Gopal Mohan Bhardwaj |
| Genre(s): | Bhakti |
| Music Label: | © Indya Records |
| Starring: | Suraj Raj Kamal |
| Release on: | 27th September, 2016 |
Maa maa maa ho maa
Maa ho maa maa maa maa
Maa rab ka roop nirala
Maa ke bhitar ek jwala
Maa rab ka roop nirala
Maa ke bhitar ek jwala
Sab ghun to maa ke gaaye
Par maa ko samaj na paaye
Maa ke dil ki gehrai
Rab ne bhi khaah na paayi
Maa ke dil ki gehrai
Rab ne bhi khaah na paayi
Bade bade jogi bhi maaki kokh mein aaye
Bade bade avtari bhi maa ne upjaye
Maa ka darja mahaan hai
Maa ka darja mahaan hai
Tum bhvya ho tum divya ho
Tum divya ho maa tum divya ho
Tum divya ho maa tum divya ho
Divya tera roop hai
Ye uoop bhi anoop hai
Maa tum divya ho maa tum divya ho
Maa tum divya ho maa tum divya ho
Tum divya ho..


