Madine Ko Jaayen Ye Lyrics

Madine Ko Jaayen Ye Lyrics Lyrics

“Madine Ko Jaayen Ye” Song Details:

Album/Label: Chirag (1993)
Singer(s): Chitra Singh (Chitra Dutta)
Composer(s): Jagjit Singh
Music Director(s): Jagjit Singh
Genre(s): Religious
Music Label: © Oriental Music
Starring: Chitra Singh, Jagjit Singh

Madine ko jaayen ye
Jee chahta hai, jee chahta hai
Madine ko jaayen ye
Jee chahta hai, jee chahta hai
Muqaddar banaye
Jee chahta hai, jee chahta hai
Madine ko jaayen y
jee chahta hai, jee chahta hai

Madine ke aaka do aalam ke maula
Tere paas aaye jee chahta hai
Madine ke aaka do aalam ke maula
Tere paas aaye jee chahta hai
Tere paas aaye jee chahta hai
Madine ko jaayen ye
Jee chahta hai, jee chahta hai

Jahan dono aalam hai
Mahar-e-tamana
Wahan sar jhukaye
Jee chahata hai
Jahan dono aalam hai
Mahar-e-tamana
Wahan sar jhukaye
Jee chahata hai
Wahan sar jhukaye
Jee chahata hai
Madine ko jaayen ye
Jee chahta hai, jee chahta hai

Muhammad ki baate muhamed ki sirat
Sune aur sunaye jee chahata hai
Muhammad ki baate muhamed ki sirat
Sune aur sunaye jee chahata hai
Sune aur sunaye jee chahata hai
Madine ko jaayen ye
Jee chahta hai, jee chahta hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top