Main Aashiq Hoon Lyrics

Main Aashiq Hoon Lyrics Lyrics

“Main Aashiq Hoon” Song Details:

Movie: Aadmi
Singer(s): Jolly Mukherjee, Kavita Krishnamurthy
Lyricist(s): Anwar Sagar
Composer(s): Jatin Pandit, Lalit Pandit
Music Director(s): Jatin Pandit, Lalit Pandit
Genre(s): Drama, Dance
Director(s): Arshad Khan
Music Label: © Venus
Starring: Mithun Chakraborty, Gauthami, Harish, Ajit
Release on: 1st October, 1993

Dosto aaj ki yeh shaam unake naam hai
Jo pyaar karate hai, mohabbat karate hai
Aur ishq karate hai

Main aashiq hoon, main parwana
Haseeno ka main deewana
Main aashiq hoon, main parwana
Haseeno ka main deewana
Tere jaisa koi jahaan mein nahi
Zameen pe nahi, aasmaan pe nahi
Haan meri juda aahiqi hai
Pyar zindagi hai, zindagi hai
Pyar zindagi hai, zindagi hai

Main aashiq hoon, main parwana
Haseeno ka main deewana
Main aashiq hoon, main parwana
Haseeno ka main deewana
Tere jaisa koyi jahaan mein nahi
Zameen pe nahi, aasmaan pe nahi
Haan meri juda aahiqi hai
Pyar zindagi hai, zindagi hai
Pyar zindagi hai, zindagi hai

Tera mera pyar toh aam ho gaya
Aashiqon mein apna bhi naam ho gaya
Meri nindein tu churane laga
Honthon pe naam tera aane laga
Hongi mulaqat
Pyari pyari baatein
Hongi mulaqat
Pyari pyaari baatein
Jaaneja tu hi khushi hai
Pyar zindagi hai zindagi hai
Pyar zindagi hai zindagi hai

Gori gori bahein hai tere liye
Meri yeh adaaye hai tere liye
Are dheere dheere pyar yun badhane laga
Dil mera tujhpe hi marne laga
Hum tum mile hai milate rahenge
Hum tum mile hai milate rahenge
Tere ada bhaa gayi hai
Pyar zindagi hai zindagi hai
Pyar zindagi hai zindagi hai


Kal ki hamein nahi hai khabar
Masti mein raat karlo basar
Hamein hai pata, hamein hai khabar
Hain kaun kya jaan-e-jigar
Kaun yahan kaatil, kaun hai lutera
Kaun yahan kaatil, kaun hai lutera
Kahaan baat hamse chhupi hai
Pyar zindagi hai zindagi hai
Pyar zindagi hai zindagi hai

Main aashiq hoon main parwana
Haseeno ka main deewana
Main aashiq hoon main parwana
Haseeno ka main deewana
Tere jaisa koyi jahaan mein nahi
Zameen pe nahi aasmaan pe nahi
Haan meri juda aahiqi hai
Pyar zindagi hai zindagi hai
Pyar zindagi hai zindagi hai
Pyar zindagi hai zindagi hai
Pyar zindagi hai zindagi hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top