Main Hu Teri Prem Deewani Lyrics

Main Hu Teri Prem Deewani Lyrics Lyrics

“Main Hu Teri Prem Deewani” Song Details:

Movie: Azaad (1978)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Dance
Director(s): Pramod Chakravorthy
Music Label: © Polydor Music
Starring: Dharmendra, Hema Malini, Prem Chopra, Keshto Mukherjee
Release on: 28th June, 1978

Ho main hu teri prem deewani,
Mere saiyya mere raja dil jaani
Main hu teri prem deewani,
Mere saiyya mere raja dil jaani
Tune kaisa jaadu kiya re,
Kachhe dhaage se baandh liya re
Ho ho main hu teri prem deewani,
Mere saiyya mere raja dil jaani
Main hu teri prem deewani

Tune mujhe bas mein kiya tadpaya,
Jab chaha chheda jiya dhadkaya
Tu hai bada paapi piya re,
Kachhe dhaage se baandh liya re
Ho ho main hu teri prem deewani,
Mere saiyya mere raja dil jaani
Main hu teri prem deewani

Soyi nahi main toh kai raaton se,
Meethi meethi pyar bhari baaton se
Luut liya tune jiya re,
Kachhe dhaage se baandh liya
Ho ho main hu teri prem deewani,
Mere saiyya mere raja dil jaani
Main hu teri prem deewani

Tune bada dhoka kiya gori se,
Kore kore mann pe mere chori se
Naam apana likh diya re,
Kachhe dhaage se baandh liya re
Ho ho main hu teri prem deewani,
Mere saiyya mere raja dil jaani
Tune kaisa jaadu kiya re,
Kachhe dhaage se baandh liya re
Ho ho main hu teri prem deewani,
Mere saiyya mere raja dil jaani
Mere saiyya mere raja dil jaani
Main hu teri prem deewani.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top