Main Is Masoom Chehre Ko Lyrics

Main Is Masoom Chehre Ko Lyrics Lyrics

“Main Is Masoom Chehre Ko” Song Details:

Movie: Baharo Phool Barsao (1972)
Singer(s): Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi
Composer(s): Shakat Ali Dehlavi (Nashad)
Music Director(s): Shakat Ali Dehlavi (Nashad)
Genre(s): Love
Director(s): Mehmood Sadiq, Hassan Tariq
Music Label: © Saregama
Starring: Waheed Murad, Rani, Rukhsana, Munawwar Zareef, Saiqa, Kamal Irani,Tamanna, Ilyas Kashmiri, Aslam Pervez, Sangeeta
Release on: 11th August, 1972

Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga
Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga
Are pagal wohi hoga
Jo manjure khuda hoga
Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga

Gulaabi hoth najuk se
Ye kala til haya katil
Ye mana julfe nagin hain
Magar hain pyaar ke katil
Agar bijali nigaho ki
Ghire dil par to kyaa hoga
Are pagal wohi hoga
Jo manjure khuda hoga
Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga

Bahro mein hararat hain
Nazron mein hain haseen taqat
Ye kyaa hone laga mujhko
Ye saanso mein kyun hain uljan
Shararat hain hawao mein
Pura aanchal to kyaa hoga
Are pagal wohi hoga
Jo manjure khuda hoga
Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top