Main Khichi Chali Aayi Lyrics

“Main Khichi Chali Aayi” Song Details:

Movie: Yaraana
Singer(s): Alka Yagnik
Lyricist(s): Sameer
Composer(s): Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director(s): Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Genre(s): Romantic
Director(s): David Dhawan
Music Label: © Zee Music
Starring: Rishi Kapoor, Madhuri Dixit, Raj Babbar, Kader Khan
Release on: 20th October, 1995

Main khichi chali aayi piya
Main bandhi chali aayi piya
Main khichi chali aayi piya
Main bandhi chali aayi piya
Pyar ki kachi dori se
Chupake se chori chori se
Aah chori se chori se
Tune mujhko bandh liya
Main khichi chali aayi piya
Chali aayi piya
Main bandhi chali aayi piya
Main khichi chali aayi piya
Main bandhi chali aayi piya

Mehbuba ka naam mila
Tera mujhe paigam mila
Mehbuba ka naam mila
Tera mujhe paigam mila
Pyar ek jam mila ek jam mila
Ab tak mainne zahar piya
Main khichi chali aayi piya
Chali aayi piya
Main bandhi chali aayi piya

Pyar sa koi nasha nahi
Meri koi khata nahi
Pyar sa koi nasha nahi
Meri koi khata nahi
Mujhko kuch bhi pata nahi
Pata nahi
Jo bhi kiya is dil ne kiya
Main khichi chali aayi piya
Chali aayi piya
Main bandhi chali aayi piya
Main khichi chali aayi piya
Main bandhi chali aayi piya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top