Main Kya Janoon Kya Lyrics

Main Kya Janoon Kya Lyrics Lyrics

“Main Kya Janoon Kya” Song Details:

Movie: Zindagi (1940)
Singer(s): Kundan Lal Saigal
Lyricist(s): Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Composer(s): Pankaj Mullick
Music Director(s): Pankaj Mullick
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): P.C. Barua
Music Label: © Saregama
Starring: K.L. Saigal, Pahadi Sanyal, Ashalata Wabgaonkar, Jamuna, Shyam Laha, Nemo, Sitara Devi, Vikram Kapoor, Rajani Rani, Manorama

Main kyaa jaanuun kyaa
Jadoo hai jadoo hai jadoo hai
Main kyaa jaanuun kyaa
Jadoo hai jadoo hai jadoo hai

In do matavale nainon mein
Jadoo hai jadoo hai jadoo hai
Main kyaa jaanuun

Ek ek athah sagar sa hai
Ek ek athah sagar sa hai
In do matavale nainon mein
Jadoo hai jadoo hai jadoo hai
Main kyaa jaanuun …

Man puchh raha hai ab mujh se
Nainon ne kaha hai kya tujh se
Man puchh raha hai ab mujh se
Nainon ne kaha hai kya tujh se
Jab nain mile nainon ne kaha
Nainon ne kaha
Jab nain mile nainon ne kaha
Ab nain base ke nainon mein
Main kyaa jaanuun.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top