“Main Kya Karoon” Song Details:
| Movie: | Dillagi |
| Singer(s): | Kumar Sanu |
| Lyricist(s): | Javed Akhtar |
| Composer(s): | Jatin Pandit, Lalit Pandit |
| Music Director(s): | Jatin Pandit, Lalit Pandit |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Sunny Deol |
| Music Label: | © Venus |
| Starring: | Sunny Deol, Bobby Deol, Urmila Matondkar, Zohra Sehgal |
| Release on: | 19th November, 1999 |
Hmm, hey ae aye
Hey hey, hey hey
Dil hai aisa rahi jisne
Manzil ko hi nahin jaana
Dil hai aisa rahi jisne
Manzil ko hi nahin jaana
Tanha tanha, ghoom raha hai
Kabse ye deewana
Main kya karoon, kya karoon
Main kya karoon, kya karoon
Dil hai aisa rahi jisne
Manzil ko hi nahin jaana
Tanha tanha, ghoom raha hai
Kabse ye deewana
Main kya karoon, kya karoon
Main kya karoon, kya karoon…
Hairani mein hoon, kaise main kahoon
Kya gam hai mujhe, kya khoo gaya
Sabh to hai wahi, phir hai kya kami
Aye dil ye tujhe, kya ho gaya
Main kya karoon, kya karoon
Main kya karoon, kya karoon
Dil hai aisa rahi jisne
Manzil ko hi nahin jaana
Tanha tanha, ghoom raha hai
Kabse ye deewana
Main kya karoon, kya karoon
Main kya karoon, kya karoon…
Maine kya kiya, din mein sou gaya
Abh jaaga hoon main, to raat hai
Koi saath tha, jab woh ja chuka
Yaad aayi hai mujhe, ek baat hai
Main kya karoon, kya karoon
Main kya karoon, kya karoon
Dil hai aisa rahi jisne
Manzil ko hi nahin jaana
Tanha tanha, ghoom raha hai
Kabse ye deewana
Main kya karoon, kya karoon
Main kya karoon, aa aa aa aa
Main kya karoon, aa aa aa aa…


