Main Na Janoon Lyrics

Main Na Janoon Lyrics Lyrics

“Main Na Janoon” Song Details:

Movie: Ashiana
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Rajendra Krishan
Composer(s): Madan Mohan
Music Director(s): Madan Mohan
Genre(s): Love
Director(s): B. Trilochan
Music Label: © Saregama
Starring: Nargis, Raj Kapoor, Shivraj

Main na janoon, main na janoon
Mere dil ko ye kya ho gaya
Mera dil hai kahan kho gaya
Main na janoon, main na janoon
Mere dil ko ye kya ho gaya
Mera dil hai kahan kho gaya

O piya dole re dole jiya
Dil ka karar liya haay re haay kya kiya
O piya dole re dole jiya
Dil ka karar liya haay re haay kya kiya
Main na janoon, main na janoon,
Mere dil ko ye kya ho gaya
Mera dil hai kahan kho gaya

Aa ja re aankho mein chha ja re
Dil ko hansa ja re, apna bana ja re
Aa ja re aankho mein chha ja re
Dil ko hansa ja re, apna bana ja re
Main na janoon, main na janoon
Mere dil ko ye kya ho gaya
Mera dil hai kahan kho gaya

Kya mila pyar ka mujhe sila
Dil ka na phool khila, tujhse hai mera gila
Kya mila pyar ka mujhe sila
Dil ka na phool khila, tujhse hai mera gila
Main na janoon, main na janoon
Mere dil ko ye kya ho gaya
Mera dil hai kahan kho gaya
Main na janoon, main na janoon
Mere dil ko ye kya ho gaya
Mera dil hai kahan kho gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top