Main Tu Ban Gaya Lyrics

Main Tu Ban Gaya Lyrics Lyrics

“Main Tu Ban Gaya” Song Details:

Movie: Aamne Samne
Singer(s): Kishore Kumar
Lyricist(s): Anjaan
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Ashim Samanta
Music Label: © Music India Limited
Starring: Mithun Chakraborty, Leela Mishra, Tarun Ghosh, Bindiya Goswami, Aarti Gupta, Aarti Geeta, Kamal Kapoor
Release on: 29th January, 1982

Tu main ban gaya main tu ban gaya
Tu main ban gaya main tu ban gaya
Badal gaye hum bam chik bam bum
Badal gaye hum bam chik bam bum
Yeh main jaanu ya tu jaane
Kaun kaun hai yeh kaun jaane
Tu main ban gaya main tu ban gaya
Badal gaye hum bam chik bam bum
Badal gaye hum bam chik bam bum
Yeh main jaanu ya tu jaane
Kaun kaun hai yeh kaun jaane
Are tu main ban gaya main tu ban gaya

Aamane saamane aaye hum aise
Dekhata hai koyi aaina jaise
Aamane saamane aaye hum aise
Dekhata hai koyi aaina jaise
Tu bhi hairaan hai main bhi hairaan hoon
Tu bhi hairaan hai main bhi hairaan hoon
Koyi aaye aake hamein pehchaane
Kaun kaun hai yeh kaun jaane
Are tu main ban gaya main tu ban gaya

Do badan do hansi navjawaan dekho
Dono mein jaise hai ek jaan dekho
Do badan do hansi navjawaan dekho
Dono mein jaise hai ek jaan dekho
Jaadu sa chha gaya dhoka main kha gaya
Jaadu sa chha gaya dhoka main kha gaya
Kya karenge log bhala anjaane
Kaun kaun hai yeh kaun jaane
Are tu main ban gaya, main tu ban gaya
Badal gaye hum bam chik bam bum
Badal gaye hum bam chik bam bum
Yeh main jaanu ya tu jaane
Kaun kaun hai yeh kaun jaane
Hey tu main ban gaya main tu ban gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top