Main Tujhko Yaad Aaoonga Lyrics

Main Tujhko Yaad Aaoonga Lyrics Lyrics

“Main Tujhko Yaad Aaoonga” Song Details:

Album/Label: Kuch Dil Ne Kaha (2002)
Singer(s): Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Nikhil, Vinay
Music Director(s): Nikhil, Vinay
Genre(s): Romantic
Director(s): Anupam Sinha
Music Label: © T Series
Starring: Rakesh Bapat, Reema Sen, Nandini Singh

Main tujhko yaad aaoonga tu mujhko yaad aayegi
Main tujhko yaad aaoonga tu mujhko yaad aayegi
Meri tasweer le jha mujhe tasweer de jha
Mohabbat mein kaam aayegi

Main tujhko yaad aaoongi tu mujhko yaad aayega
Main tujhko yaad aaoongi tu mujhko yaad aayega
Meri tasweer le jha mujhe tasweer de jha
Mohabbat mein kaam aayegi

Main tujhko yaad aaoonga tu mujhko yaad aayegi
Yeh jaanegi baatein jaan le le na meri jaan
Tera yeh masum sa chehra bhi hai pareshaan

Meri bechaini kehti hai na door jaao
Aise aalam mein kya hoga kuch to bataao
Kuch to bataao kuch to bataao


Mera bhi dil toot jayega teri dhadkan rooth jayegi
Mera bhi dil toot jayega teri dhadkan rooth jayegi

Meri tasweer le jha mujhe tasweer de jha
Mohabbat mein kaam aayegi
Main tujhko yaad aaoongi tu mujhko yaad aayega

Ek duje mein jab na hongi yeh dil ki baatein
Hum dono ko tadpayengi yeh tanha raatein

Jab tanhaai mein apne dil aahein bharenge
Kaise humko chain milega kya hum karenge
Kya hum karenge kya hum karenge

Main bhi na so paoonga tumko bhi na neend aayegi
Main bhi na so paoonga tumko bhi na neend aayegi

Meri tasweer le jha mujhe tasweer de jha
Meri tasweer le jha mujhe tasweer de jha
Mohabbat mein kaam aayegi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top