Maine Pi Hai Janab Lyrics

Maine Pi Hai Janab Lyrics Lyrics

“Maine Pi Hai Janab” Song Details:

Movie: Raj Mahal
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Inderjeet Singh Tulsi
Composer(s): Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director(s): Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Genre(s): Item Number, Sharaabi
Director(s): K. Parvez
Music Label: © Saregama
Starring: Asrani, Danny Denzongpa, Vinod Khanna, Om Shivpuri, Neetu Singh
Release on: 17th September, 1982

Maine pi hai janab ha pyaar ki sharab
Maine pi hai janab ha pyaar ki sharab
Maine pi hai janab ha pyaar ki sharab
Behisab be behisab
Zindagi ke liye zindagi ke liye
Zindagi ke liye zindagi ke liye

Dard ki sham hai
Dard ki sham hai yaar ke nam hai
Aise dil na dukha
Dillagi ke liye dillagi ke liye
Dillagi ke liye dillagi ke liye

O koi mane ya na mane
Ha pyaar ke deewane
Darte nahi hai kisi se
Darte nahi hai kisi se
Chahe suli pe chada de
Ya aag pe jala de
Mit ke rahenge khushi se
Mit ke rahenge khushi se
Ye hai pyaar ki sada
Ye hai pyaar ki sada
Hu man honge juda
Karle jitna sitam
Dusmani ke liye dusmani ke liye
Dusmani ke liye dusmani ke liye
Maine pi hai janab
Maine pi hai janab ha pyaar ki sharab
Behisab be behisab
Zindagi ke liye zindagi ke liye
Zindagi ke liye zindagi ke liye

Bairi tu to hai katil
Tera pathar ka hai dil
Jitna bhi chahe satale
Mujhe jitna bhi chahe nachale
Papi tera ye chalan leke dubega ek din
Chahe jitna bhi jor lagale
Chahe jitna bhi jor azamale
Chain paaoge nahi
Chain paaoge nahi
Bakshe jaoge nahi royega dil tera
Dosti ke liye dosti ke liye
Dosti ke liye dosti ke liye
Maine pi hai janab
Maine pi hai janab ha pyaar ki sharab
Behisab be behisab
Zindagi ke liye zindagi ke liye
Zindagi ke liye zindagi ke liye.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top