Man Ki Been Matwari Baaje Lyrics

Man Ki Been Matwari Baaje Lyrics Lyrics

“Man Ki Been Matwari Baaje” Song Details:

Movie: Shabab
Singer(s): Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist(s): Shakeel Badayuni
Composer(s): Naushad Ali
Music Director(s): Naushad Ali
Genre(s): Classical
Director(s): M. Sadiq
Music Label: © Saregama
Starring: Bharat Bhushan, Nutan

Man ki been matwari baaje
Man ki been matwari baaje
Aasha jhume jivan nache
Man ki been matwari baaje

Pavan ke sang sang dole jiyara
Jhulat aaya sawan pyara
Lagan liye mai pal pal dekhu
Sawan me bas rup tihara
Soye sapne apne jage
Man ki been matwari baaje

Rup nagar se khelne holi
Nachti aayi pariyo ki toli
Vasant rut hai man rang dalo
Vasant rut hai aa…
Vasant rut hai man rang dalo
Bolo magan ho prem ki boli
Gao milke
Man ki been matwari baaje
Man ki been matwari baaje.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top