Mann Tere Peeche Lyrics

Mann Tere Peeche Lyrics Lyrics

“Mann Tere Peeche” Song Details:

Label: Panorama Music
Singer(s): Harmaan Nazim, Akanksha Saini
Lyricist(s): Laado Suwalka
Music Director(s): Satya Kashyap
Genre(s): Love
Music Label: © Panorama Music
Starring: Riva Arora, Faiz Baloch

Mann Tere Peechhe Bin Pooche Chalne Laga
Baar Baar Ye To Yaar Chalne Laga
Ishq Me Tere Hi To Ab Udne Laga
Baar Baar Ye To Yaar Udne Laga

Ab Tera Hoke Ye Rahega
Zid Pe Dekho Ye To Ud Gaya
Khud Se Aage Badh Gaya

Mann Tere Beechhe Bin Pooche Chalne Laga
Baar Baar Ye To Yaar Chalne Laga

Meri Ab Na Sunta Hai
Khwaab Tere Ye Bunta Hai
Raaton Me Na Sota Hai
Paas Tere Ye Hota Hai


Dil Pe Karde Zara Meherbaniyan
Ban Jaane De Apni Bhi Kahaniya
Faasle Na Darmiyaan Aane De
Mann Ko Mere Aaj Muskurane De

Ab Tera Hoke Ye Rahega
Zid Pe Dekho Ye To Ad Gaya
Khud Se Aage Badh Gaya

Mann Tere Peechhe Bin Pooche Chalne Laga
Baar Baar Ye To Yaar Chalne Laga

Sang Hota Tu Jab Mere
Lagte Hain Meethe Andhere
Ud Gayi Leke Mera Mann
Chandan Si Ye Teri Chhuan

Baatein Main To Bas Teri Karti Hoon
Banke Hawaa Teri Or Bahti Hoon

Ye Duniya Hai Dariya Kinaara Tu
Baaki Sab Sahraa Nazaara Tu

La Lala La Lala La Lala
Ab Tera Ye Hoke Rahega
Zid Pe Dekho Ye To Ad Gaya
Khud Se Aage Badh Gaya

Mann Tere Peechhe Bin Pooche Chalne Laga
Baar Baar Ye To Yaar Chalne Laga
Ishq Me Tere Hi To Ab Udne Lag
Baar Baar Ye To Yaar Udne Laga

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top