Manzilein Lyrics

Manzilein Lyrics Lyrics

“Manzilein” Song Details:

Label: Worldwide Records India
Singer(s): Maddy Sharma
Lyricist(s): Maddy Sharma
Composer(s): Maddy Sharma
Music Director(s): Maddy Sharma
Genre(s): Pop
Music Label: © Worldwide Records India

Dhoondhta hoon manzilein
Kho gaya hoon main yahan
Mushkilon mein uljha hua hoon main
Kho gaya hoon main yahan

Mujhe na pata hai yeh kaisa nasha
Kyun hua hai, yeh kaisa asar
Kyun ghum hoon main raahon mein
Pedon ki chhaon mein
Kya dhoondhe meri nazar

Kya hua na pata
Kyun hoon main laapata
Bheed woh aisi thi
Jismein main chalta tha
Chaaha jo maine kiya
Main bhi shaan se jeeta tha
Dhoondhta hoon manzilein
Kho gaya hoon main yahan
Mushkilon mein uljha hua hoon main
Kho gaya hoon main yahan

Kya maine socha tha
Kaisa yeh hoga safar
Badlega yeh mausam
Humko na thi iski khabar
Baandh yeh tootb gaya
Pachhi kyun rooth gaya
Udd jaane de isko
Jaane hogi kab yeh sehar
Dhoondhta hoon manzilein
Kho gaya hoon main yahan
Mushkilon mein uljha hua hoon main
Kho gaya hoon main yahan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top