Masti Bhari Bahaar Lyrics

Masti Bhari Bahaar Lyrics Lyrics

“Masti Bhari Bahaar” Song Details:

Movie: Pugree (1948)
Singer(s): Shamshad Begum
Lyricist(s): Shakeel Badayuni
Composer(s): Ghulam Mohammad
Music Director(s): Ghulam Mohammad
Genre(s): Playful
Director(s): Anant Thakur
Music Label: © Saregama
Starring: Amar, Kamini Kaushal, Shashikala, Gope, Pratima Devi, Ram Avtar
Release on: 1st January, 1948

Masti bhari bahaar ne
Masti bhari bahaar ne
Mastaanaa kar diyaa
Mastaanaa kar diyaa
Sab ro karaar loot ke
Sab ro karaar loot ke
Deewana kar diyaa
Haay deewana kar diyaa
Masti bhari bahaar ne
Mastaanaa kar diyaa
Mastaanaa kar diyaa
Sab ro karaar loot ke
Deewana kar diyaa
Haay deewana kar diyaa

Duniyaa jawaan hai
Main jawaani ko kyaa kahoon
Jawaani ko kyaa kahoon
Zaalim ne mujh ko hosh se
Zaalim ne mujh ko hosh se
Begaanaa kar diyaa
Haay begaanaa kar diyaa
Masti bhari bahaar ne
Masti bhari bahaar ne
Mastaanaa kar diyaa
Haay mastaanaa kar diyaa

Bulbul bhi dil ko thhaam ke haay
Bulbul bhi dil ko thhaam ke
Phoolon se keh uthhi
Phoolon se keh uthhi
Khud shama ban gaye mujhe
Khud shama ban gaye mujhe
Parwaanaa kar diyaa
Haay parwaanaa kar diyaa
Masti bhari bahaar ne
Masti bhari bahaar ne
Mastaanaa kar diyaa
Haay mastaanaa kar diyaa.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top