Masti Hai Behisaab Tujhe Lyrics

Masti Hai Behisaab Tujhe Lyrics Lyrics

“Masti Hai Behisaab Tujhe” Song Details:

Album/Label: Beete Lamhe (2015)
Singer(s): Jaswinder Singh
Composer(s): Amarjeet Bajwa
Music Director(s): Amarjeet Bajwa
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Saregama
Starring: Jaswinder Singh
Release on: 29th May, 2015

Masti hai behisaab tujhe dekhne ke baad
Masti hai behisaab tujhe dekhne ke baad
Masti hai behisaab tujhe dekhne ke baad
Kya cheez hai sharaab tujhe dekhne ke baad
Kya cheez hai sharaab tujhe dekhne ke baad
Masti hai behisaab tujhe dekhne ke baad
Masti hai behisaab

Karta hain beqaraar teri deed ka asar
Karta hain beqaraar teri deed ka asar
Karta hain beqaraar teri deed ka asar
Dil mein nahi hain taab tujhe dekhne ke baad
Kya cheez hai sharaab tujhe dekhne ke baad
Kya cheez hai sharaab tujhe dekhne ke baad
Masti hai behisaab tujhe dekhne ke baad
Masti hai behisaab

Khushboo si zindagi ki fizaa mein bikhar gayi
Khushboo si zindagi ki fizaa mein bikhar gayi
Khushboo si zindagi ki fizaa mein bikhar gayi
Mehke hain mere khwaab tujhe dekhne ke baad
Kya cheez hai sharaab tujhe dekhne ke baad
Kya cheez hai sharaab tujhe dekhne ke baad
Masti hai behisaab tujhe dekhne ke baad
Masti hai behisaab

Kyun jaaye ye nigaah kisi chaand ki taraf
Kyun jaaye ye nigaah kisi chaand ki taraf
Kyun jaaye ye nigaah kisi chaand ki taraf
Aye mere maahtaab tujhe dekhne ke baad
Kya cheez hai sharaab tujhe dekhne ke baad
Kya cheez hai sharaab tujhe dekhne ke baad
Masti hai behisaab tujhe dekhne ke baad
Masti hai behisaab tujhe dekhne ke baad
Kya cheez hai sharaab tujhe dekhne ke baad
Dekhne ke baad dekhne ke baad.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top