Mazinilen Kiya Hain Lyrics

Mazinilen Kiya Hain Lyrics Lyrics

“Mazinilen Kiya Hain” Song Details:

Album/Label: Inteha (2009)
Singer(s): Jagjit Singh
Lyricist(s): Amjad Islam Amjad
Composer(s): Jagjit Singh
Music Director(s): Jagjit Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © T-Series

Manzilain kya hain, raasta kya hai
Manzilain kya hain, raasta kya hai
Hausla ho to faasila kya hai
Hausla ho to faasila kya hai
Manzilain kya hain, raasta kya hai

Woh sazaa de ke door jaa betha
Woh sazaa de ke door jaa betha
Kis se poochun, meri khata kya hai
Kis se poochun, meri khata kya hai

Jab bhi chaahe ga chheen le ga woh
Jab bhi chaahe ga chheen le ga woh
Jab bhi chaahe ga chheen le ga woh
Sab usi ka hai, aap ka kya hai
Sab usi ka hai, aap ka kya hai

Tum hamaare qareeb bethe ho
Tum hamaare qareeb bethe ho
Ab dawa kesi, ab duaa kya hai
Ab dawa kesi, ab duaa kya hai

Chaandni aaj kis liye nam hai
Chaandni aaj kis liye nam hai
Chaand ki aankh mein chubha kya hai
Manzilain kya hain, raasta kya hai
Hausla ho to faasila kya hai
Manzilain kya hain, raasta kya hai.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top