Mehalon Ka Vaibhav Lyrics

Mehalon Ka Vaibhav Lyrics Lyrics

“Mehalon Ka Vaibhav” Song Details:

Movie: Jai Chitod
Singer(s): Manna Dey
Lyricist(s): Bharat Vyas
Composer(s): S. N. Tripathi
Music Director(s): S. N. Tripathi
Genre(s): Desh Bhakti
Director(s): Jaswant Zaveri
Music Label: © Saregama
Starring: Nirupa Roy, Raj Kumar, Madhumati, Indira Bansal, Shyam Kumar

Mehalon ka vaibhav thukraya
Jeewan ka sukh balidan kiya
Raghukul ki aan nibhane ko
Kantak path par prasthan

Ab to raja raja na raha
Or ye praja praja na rahi
Is ke niche sab ek hue
Wo samanata ki dhaja rahi

Ye atal pratab pratigya ki
Jisne wanchhit har pran kiya
Pathar ko toad pahado mein
Mewad naya nirman kiya

Ye tyag tapasya ka phal tha
Ye tyag tapasya ka phal tha
Kartavya marg par jaha chadha
Ek taraf chingari
Ek taraf ghan ghor ghata

Ye sangram anokha tha
Ye sangram anokha tha.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top