Meherbaan Lyrics

Meherbaan Lyrics Lyrics

“Meherbaan” Song Details:

Movie: Ada… A Way Of Life
Singer(s): A.R. Rahman
Lyricist(s): Raqueeb Alam
Composer(s): A.R. Rahman
Music Director(s): A.R. Rahman
Genre(s): Romantic
Director(s): Tanvir Ahmad
Music Label: © Big Music
Starring: Ayaan Ahmad, Rahul Roy, Ayesha Jhulka, Nauheed Cyrusi
Release on: 31st December, 2010

Tu Hai Zabaan, Main Hoon Bayaan
Tu Hai Nihaan, Main Hoon haayan
Tu Hai Zabaan, Main Hoon Bayaan
Tu Hai Nihaan, Main Hoon haayan

Tere Bina Main Hoon Be Zameen
Tere Bina Main Be Aasma
Tere Bina Main Hoon Be Zameen
Tere Bina Main Be Aasma

Tu Hai Nadiyaan, Main Hoon Sangam
Tu Naya Saal, Main Pehla Mausam
Tu Hai Nadiyaan, Main Hoon Sangam
Tu Naya Saal, Main Pehla Mausam

Tere Bina Main Hoon Be Zameen
Tere Bina Main Be Aasma
Tere Bina Main Hoon Be Zameen
Tere Bina…


Meherbaan Meherbaan
Meherbaan Meherbaan
Meherbaan

Tu Hai Sana, Main Hoon Ana
Tu Hatheli, Main Hoon Heena
Tu Hai Sana, Main Hoon Ana
Tu Hatheli, Main Hoon Heena

Aaj Elaan Yeh Kar Denge
Ek Hai Ek Rahenge
Jo Aajaye Koi Toofan
Kabhi Raah Se Hum Na Hatenge

Is Berangi Duniya Ko
Pyar Se Hum Rang Denge
Wafa Ka Diya Jalayenge
Har Ghar Mein Noor Bahenge

Tu Hai Nazar, Main Nazara
Tu Hai Sagar, Main Kinara
Tu Hai Zabaan, Main Hoon Bayaan
Tu Hai Nihaan, Main Hoon haayan

Meherbaan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top