Mehfil Lyrics

Mehfil Lyrics Lyrics

“Mehfil” Song Details:

Album/Label: Aashiq Vol. 1
Singer(s): Youngveer
Lyricist(s): Youngveer
Composer(s): Youngveer
Music Director(s): Harmony
Genre(s): Sad
Music Label: © White Hill Music
Release on: 16th November, 2021

Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho ho

Khwab na dekha koyi
Jis mein tu sang nahi
Mujhpe chadh jaaye jo
Tere siva koi rang nahi

Khwab na dekha koyi
Jis mein tu sang nahi
Mujh pe chadh jaaye jo
Tere siva koi rang nahi

Ye hawayein kehti hain
Tu mera hain sada
Mere zehen main haar dum tu
Chahe jismon se juda


Duniya ki nazron mein
Hum sache aashiq the
Par teri nazron mein
Bewafa hue hain hum

Kisi aur ki mehfil mein
Ab dil sa nahi lagta
Jab se teri mehfil se
Ruswa hue hain hum

Kisi aur ki mehfil mein
Ab dil sa nahi lagta
Jab se teri mehfil se
Ruswa hue hain hum

Tere aashiqon mein
Chahe apna naam na aaya
Bhatke hi raahe hum
Rooh ko aaram na aaya

Har pal yehi sochein
Or khud pe haste hain
Itna intzaar bhi
Mere kyun kaam na aaya

Kiss daur se guzre
Woh toh hain bekhabar
Jinke liye yahan har pal hi
Fanaah hue hain hum

Kisi aur ki mehfil mein
Ab dil sa nahi lagta
Jab se teri mehfil se
Ruswa hue hain hum

Kisi aur ki mehfil mein
Ab dil sa nahi lagta
Jab se teri mehfil se
Ruswa hue hain hum

Teri mehfil se jaate jaate
Ek baat kehna chahte thi
Teri mehfil se jaate jaate
Ek baat kehna chahte thi

Kuch bhi ho jaata
Tere saath rehna chahte thi
Tere saath rehna chahte thi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top