Mein Kaun Hoon Lyrics

Mein Kaun Hoon Lyrics Lyrics

“Mein Kaun Hoon” Song Details:

Album/Label: Inquilaab
Singer(s): Junoon (Band)
Lyricist(s): Salman Ahmad
Composer(s): Junoon (Band)
Music Director(s): Junoon (Band)
Music Label: © EMI Music
Release on: 1st January, 1996

Jab asmaan girnay lagtay hain
Aur zameen jalnay lagti hai
Ek chhupa hua khwaab janam leta hai
Sehraon main awaz aati hai
Main kaun hoon tum kaun ho
Main kaun hoon tum kaun ho
Ghamgeen hoon aur tum mazloom ho

Jab bhook nachti gaati hai
Aur nafrat jashn manati hai
Ek chhupa hua khwaab janam leta hai
Sehraon main awaz aati hai
Main kaun hoon tum kaun ho
Main kaun hoon tum kaun ho
Majboor hoon aur tum benaam ho

Ek chhupa hua khwaab janam leta hai
Sehraon main awaz aati hai
Main kaun hoon tum kaun ho
Main kaun hoon tum kaun ho
Ghamgeen hoon aur tum mazloom ho
Tum kaun ho main kaun hoon
Tum kaun ho main kaun hoon
Ghamgeen hoon aur tum mazloom ho
Bla bla…
Main majboor hoon aur tum benaam ho.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top