Mere Dil Ki Nagariya Lyrics

Mere Dil Ki Nagariya Lyrics Lyrics

“Mere Dil Ki Nagariya” Song Details:

Movie: Madhosh
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Raja Mehdi Ali Khan
Composer(s): Madan Mohan
Music Director(s): Madan Mohan
Genre(s): Romantic
Director(s): J.B.H. Wadia
Music Label: © Saregama
Starring: Meena Kumari, Manher Desai, Usha Kiran, Rajan

Mere dil ki nagariya mein aana
Na aa ke jana balam pardesiya

Dil tadpaye mohe chain na aaye
Mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana

Mere dil ki nagariya mein aana
Na aa ke jana balam pardesiya

Dil tadpaye mohe chain na aaye
Mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana


Rut milane ki aai suhani
Aa jao to badi maharbani

Gup chup gup chup
Duniya se chhup chhup

Main to aa gai kar ke bahana
Mere dil ki nagariya mein aana

Na aa ke jana balam pardesiya
Dil tadpaye mohe chain na aaye
Mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana

Jis din se hui mai tumahari
Mithi mithi si mujhe beqarari

Pyari payari si hai peed
Jiya dhare nahi dheer

Zara aa ke ise samajhana
Mere dil ki nagariya mein aana

Na aa ke jana balam pardesiya
Dil tadpaye mohe chain na aaye
Mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana

Dekho dekho ji hame na satao
Aana hai to ab aa jao

Hame bada intzar, dil bada beqarar
Tumhe hamari kasam zara aana

Mere dil ki nagariya mein aana
Na aa ke jana balam pardesiya

Dil tadpaye mohe chain na aaye
Mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana

Mere dil ki nagariya mein aana
Na aa ke jana balam pardesiya

Dil tadpaye mohe chain na aaye
Mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top