Mere Humsafar Lyrics

Mere Humsafar Lyrics Lyrics

“Mere Humsafar” Song Details:

Movie: Manchala (1999)
Singer(s): Kavita Krishnamurthy
Lyricist(s): Ravinder Rawal
Composer(s): Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Director(s): Raamlaxman
Genre(s): Romantic
Director(s): Jaiprakash Shaw
Starring: Vivek Mushran, Gauri Khopkar, Rakesh Bedi, Ajit Vachani, Suresh Chatwal, Anil Nagrath, Ghanshyam Rohera
Release on: 1st January, 1999

Aye mere humsafar pyaar mein bekhabar
Aaj hum tum sanam had se jaaye guzar
Umra ki yeh dagar aaye na laut kar
Aaj hum tum sanam had se jaaye guzar

Bas mein pyaar hai apni hain khataa
Chahein maut ki duniya de sazaa
Honge na judaa jeete ji dilbar
Aye mere humsafar pyar mein bekhabar
Aaj hum tum sanam had se jaaye guzar
Umra ki yeh dagar aaye na laut kar
Aaj humtum sanam had se jaaye guzar

Armaano khile badhne lagi hain
Shayad pyaar ki manzil yahin hai
Tu pyasi nadi main tera saagar
Aye mere humsafar pyar mein bekhabar
Aaj humtum sanam hadse jaaye guzar
Umra ki yeh dagar aaye na laut kar
Aaj hum tum sanam had se jaaye guzar.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top