Mere Rashke Qamar – Sonu Kakkar Lyrics

Mere Rashke Qamar – Sonu Kakkar Lyrics Lyrics

“Mere Rashke Qamar – Sonu Kakkar” Song Details:

Album/Label: Mere Rashke Qamar (2017)
Singer(s): Sonu Kakkar
Composer(s): Aakash Rijia
Music Director(s): Aakash Rijia
Genre(s): Love
Music Label: © Arijit Singh
Starring: Arijit Singh
Release on: 27th February, 2017

Mere rashk e qamar tu ne pehli nazar,
Jab nazar se milaayi maza aa gaya,
Mere rashk e qamar tu ne pehli nazar,
Jab nazar se milaayi maza aa gaya,
Mere rashk e qamar tu ne pehli nazar,
Jab nazar se milaayi maza aa gaya,
Jab nazar se milaayi maza aa gaya,
Barq si gir gayi kaam hee kar gayi,
Barq si gir gayi kaam hee kar gayi,
Aag aisee lagaayi maza aa gaya..
Mere rashk e qamar tu ne pehli nazar,
Jab nazar se milaayi maza aa gaya,

Be hijabaana woh saamne aa gaye,
Be hijabaana woh saamne aa gaye,
Aur jawaani jawaani se takra gayi,
Aur jawaani jawaani se takra gayi,
Aankh unki laree yoon meri aankh se,
Aankh unki laree yoon meri aankh se,
Daikh kar ye ladaai maza aa gaya..
Mere rashk e qamar tu ne pehli nazar,
Jab nazar se milaayi maza aa gaya,

Jaam mein ghoul kar husan ke mastiyan,
Jaam mein ghoul kar husan ke mastiyan,
Chaandni muskurai maza aa gaya,
Chaandni muskurai maza aa gaya,
Chaand ke sa’ay mein ay mere saaqiya,
Chaand ke sa’ay mein ay mere saaqiya,
Tu ne aisee pilaayi maza aa gaya..
Mere rashk e qamar tu ne pehli nazar,
Jab nazar se milaayi maza aa gaya,

Mere rashk e qamar tu ne pehli nazar,
Jab nazar se milaayi maza aa gaya,
Jab nazar se milaayi maza aa gaya,
Barq si gir gayi kaam hee kar gayi,
Barq si gir gayi kaam hee kar gayi,
Aag aisee lagaayi maza aa gaya..
Mere rashk e qamar tu ne pehli nazar,
Jab nazar se milaayi maza aa gaya..

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top