Meri Aankhon Ki Neend Lyrics

Meri Aankhon Ki Neend Lyrics Lyrics

“Meri Aankhon Ki Neend” Song Details:

Movie: Madhosh
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Raja Mehdi Ali Khan
Composer(s): Madan Mohan
Music Director(s): Madan Mohan
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): J.B.H. Wadia
Music Label: © Saregama
Starring: Meena Kumari, Manher Desai, Usha Kiran, Rajan

Meri aankhon ki neend le gaya
Meri aankhon ki neend le gaya
Bedardi baalam ho ho ho
Mohe dagaa de gaya

Meri aankhon ki neend le gaya
Bedardi baalam ho ho ho
Mohe dagaa de gaya
Jab jab tera dhyaan
Sajna karoon main
Chhup chhup duniya se
Aahein bharoon main
Aap gaya mera chain le gaya

Mera chain le gaya
Mohe dagaa de gaya
Meri aankhon ki
Neend le gaya
Bedardi baalam ho ho ho
Mohe dagaa de gaya

Birha ki lambi raatein
Hamko sataayengi
Ji hamko sataayengi
Teri zafaayen piyaa
Hamein yaad aayengi
Oy hamein yaad aayengi

Dukh deke koi
Mera chain le gaya
Mera chain le gaya
Mohe dagaa de gaya


Meri aankhon ki
Neend le gaya
Bedardi baalam ho ho ho
Mohe dagaa de gaya

Gham jo diya hai toone
Kaise sahenge
Ro ro ke balma ham
To sabse kahenge
Aap gaya mera chain le gaya

Mera chain le gaya
Mohe dagaa de gaya
Meri aankhon ki neend le gaya
Bedardi baalam ho ho ho
Mohe dagaa de gaya
Meri aankhon ki neend le gaya
Bedardi baalam ho ho ho
Mohe dagaa de gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top