Meri Jaan Tu Khafa Hai Lyrics

Meri Jaan Tu Khafa Hai Lyrics Lyrics

“Meri Jaan Tu Khafa Hai” Song Details:

Movie: Teesra Kaun (1965)
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Love
Director(s): Mohammed Hussain
Music Label: © Saregama
Starring: Feroz Khan, Kalpana, Paro, Shashikala, Rajan Haksar

Oo meri jaan,
Meri jaan tu khafa hai to kya huya
Ye sitam ye ada hai to kya huya
Mai to bas ek diwana hu
Husn wale to khuda se bhi ruth jate hai
Husn wale to khuda se bhi ruth jate hai

Ye husn ki hai aadat purani
Tadpe mohabbat tarse jawani
Hotho pe shikve aankho mein pani
Hum aashiqo ki hai ye nishani
Oo meri jaan tu khafa hai to kya huya
Ye sitam ye ada hai to kya huya
Main to bas ek deewana hu
Husn wale to khuda se bhi ruth jate hai
Husn wale to khuda se bhi ruth jate hai

Main bhi yaha hu tu bhi yahi hai
Uspe sanam ye rut bhi hansi hai
Aisa sitamgar hoye koi kahi hai
Aise metere lab pe nahi hai
Oo meri jaan tu khafa hai to kya huya
Ye sitam ye ada hai to kya huya
Main to bas ek deewana hu
Husn wale to khuda se bhi ruth jate hai
Husn wale to khuda se bhi ruth jate hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top