Milte Hi Nazar Unse Lyrics

Milte Hi Nazar Unse Lyrics Lyrics

“Milte Hi Nazar Unse” Song Details:

Movie: Naghma (1953)
Singer(s): Talat Mahmood
Lyricist(s): Nakhshab Jarchavi
Composer(s): Shakat Ali Dehlavi (Nashad)
Music Director(s): Shakat Ali Dehlavi (Nashad)
Genre(s): Sad
Director(s): Khwaja Ahmad Abbas
Music Label: © Saregama
Starring: Roopmala, Om Prakash, Nadira, Ashok Kumar

Milte hi nazar unse dil aane ko kya kahiye
Dil ho gaya deewana deewane ko kya kahiye
Deewane ko kya kahiye
Dil ho gaya deewana deewane ko kya kahiye
Dil ho gaya deewana deewane ko kya kahiye
Deewane ko kya kahiye

Kya pyar bhari bate
Kya pyar bhari bate chupti hai chupaye se
Chupti hai chupaye se
Har raz hai afsana afsane ko kya kahiye
Afsane ko kya kahiye
Dil ho gaya deewana deewane ko kya kahiye
Deewane ko kya kahiye

Lo wo bhi mohabbat me din rat tadapte hai
Jab shama hai parwana parwane ko kya kahiye
Parwane ko kya kahiye
Dil ho gaya deewana deewane ko kya kahiye
Deewane ko kya kahiye

Ek umar to dil apna
Ek umar to dil apna pahlu mein raha apne
Pahlu mein raha apne
Ab ho gaya begana begane ko kya kahiye
Begane ko kya kahiye
Dil ho gaya deewana deewane ko kya kahiye
Deewane ko kya kahiye
Deewane ko kya kahiye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top