“Mohabbat Ka Ek Devta” Song Details:
| Movie: | Teri Payal Mere Geet |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar |
| Lyricist(s): | Hasan Kamal |
| Composer(s): | Naushad Ali |
| Music Director(s): | Naushad Ali |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Rehman Naushad |
| Music Label: | © Tips Music |
| Starring: | Govinda, Meenakshi Seshadri, Naveen Nischol, Beena, Johny Lever, Kader Khan, Shakti Kapoor |
| Release on: | 17th December, 1993 |
Mohabbat ka ek devta sa mila
Mohabbat ka ek devta sa mila
Khuda to nahi par khuda sa mila
Mohabbat ka ek devta sa mila
Khuda to nahi par khuda sa mila
Mohabbat ka ek devta sa mila
Mujhe jab khuli uski baahen mili
Zamane ke gham se panahen mili
Diye jal uthe jab nigahen mili
Chargo ka ek silsilaa sa mila
Mujhe jab khuli uski baahen mili
Zamane ke gham se panahen mili
Diye jal uthe jab nigahen mili
Chargo ka ek silsilaa sa mila
Mohabbat ka ek devta sa mila
Khuda to nahi par khuda sa mila
Mohabbat ka ek devta sa mila
Tujhe paa ke dil ko karaar aagaya
Jawani pe meri nikhaar aagaya
Mujhe aaj khud par bhi pyaar aagaya
In aankho mein un aaina sa mila
Tujhe paa ke dil ko karaar aagaya
Jawani pe meri nikhaar aagaya
Mujhe aaj khud par bhi pyaar aagaya
In aankho mein un aaina sa mila
Mohabbat ka ek devta sa mila
Khuda to nahi par khuda sa mila
Mohabbat ka ek devta sa mila
Aye dil ruba aye dil ruba
Aye dil ruba aye dil ruba
Nazaaro mein ghir kar nazar kho gayi
Meri zindagi kya se kya ho gayi
Nigaho ki kuch pyaas bujh to gai
Magar yeh dil pyaasa tha pyaasa mila
Nazaaro mein ghir kar nazar kho gayi
Meri zindagi kya se kya ho gayi
Nigaho ki kuch pyaas bujh to gai
Magar yeh dil pyaasa tha pyaasa mila
Mohabbat ka ek devta sa mila
Khuda to nahi par khuda sa mila
Mohabbat ka ek devta sa mila.


