“Mohabbat Karega To Rota Rahega” Song Details:
| Album/Label: | Mehboob Mere (1995) |
| Singer(s): | Anwar Hussain |
| Lyricist(s): | Nazeer Akbarabadi |
| Composer(s): | Anwar Hussain |
| Music Director(s): | Anwar Hussain |
| Genre(s): | Sad |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Anwar, Anuradha Paudwal |
| Release on: | 1st January, 1995 |
Mohabbat karega to rota rahega
Mohabbat karega to rota rahega
Ye hota raha hain ye hota rahega
Mohabbat karega to rota rahega
Tu hairaan hoga
Tu hairaan hoga pareshan hoga
Na jeene ki hasrat na armaan hoga
Tu hairaan hoga pareshan hoga
Na jeene ki hasrat na armaan hoga
Tu ashqo se daaman bhigota rahega
Mohabbat karega to rota rahega
Ye hota raha hain ye hota rahega
Mohabbat karega to rota rahega
Sambhal jaa thaher jaa
Sambhal jaa thaher jaa badal de ye rasta
Haseeno ab tak deeya saath kab tak
Sambhal jaa thaher jaa badal de ye rasta
Haseeno ab tak deeya saath kab tak
Tu palko pe aansu pirota rahega
Mohabbat karega to rota rahega
Ye hota raha hain ye hota rahega
Mohabbat karega to rota rahega
Mohabbat karega to rota rahega.


