Mujhe Paas Apne Bulaya To Hota Lyrics

Mujhe Paas Apne Bulaya To Hota Lyrics Lyrics

“Mujhe Paas Apne Bulaya To Hota” Song Details:

Album/Label: Mehboob Mere (1995)
Singer(s): Anuradha Paudwal
Lyricist(s): Nazeer Akbarabadi
Composer(s): Anwar Hussain
Music Director(s): Anwar Hussain
Genre(s): Ghazal
Music Label: © T-Series
Starring: Anwar, Anuradha Paudwal

Release on: 1st January, 1995

Mujhe paas apne bulaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota

Na hote juda hum na yun aaj rote
Na hote juda hum na yun aaj rote
Na yun aaj rote..na yun aaj rote..
Kabhi do kadam hi badhaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota

Main duniya ke aage ye sar na jukaati
Main duniya ke aage ye sar na jukaati
Ye sar na jukaati..ye sar na jukaati..
Tera hath hatho mein aaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota

Zamana bhala kyaa mujhe rok paata
Zamana bhala kyaa mujhe rok paata
Mujhe rok paata..mujhe rok paata..
Mera hosala kuchh badhaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top