Mujhko Baar Baar Yaad Na Aa Lyrics

Mujhko Baar Baar Yaad Na Aa Lyrics Lyrics

“Mujhko Baar Baar Yaad Na Aa” Song Details:

Movie: Raagini (1958)
Singer(s): Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi
Composer(s): O. P. Nayyar
Music Director(s): O. P. Nayyar
Genre(s): Sad
Director(s): Rakhan
Music Label: © Saregama
Starring: Ashok Kumar, Kishore Kumar, Padmini, Mehjabin, Nazir Hasain, Achla Sachdev, Jabben Jalil

Mujhko bar bar,
Mujhko bar bar yaad na aa
Bewafa o bewafa
Mujhko bar bar yaad na aa
Bewafa, bewafa

Haye kya bat tune kahi
Mai sharabi hu yuhi sahi
Haye kya bat tune kahi
Mai sharabi hu yuhi sahi
Aa mere hal par muskura
Mujhko bar bar,
Mujhko bar bar yaad na aa
Bewafa, bewafa

Git sunne ko aaye sabhi
Ko jane na dil ki lagi
Git sunne ko aaye sabhi
Ko jane na dil ki lagi
Khub ga mere dil khub ga
Mujhko bar bar,
Mujhko bar bar yaad na aa
Bewafa o bewafa

Hai koi jo mujhe tham le
Teri mehfil se ab hum chale
Hai koi jo mujhe tham le
Mai gira, mai gira, mai gira
Mujhko bar bar,
Mujhko bar bar yaad na aa
Bewafa, bewafa

Maine pi aaj tere liye
Tuhi sab kuch mere liye
Maine pi aaj tere liye
Bhul ja apna gam bhul ja
Mujhko bar bar,
Mujhko bar bar yaad na aa
Bewafa, bewafa
Mujhko bar bar,
Mujhko bar bar yaad na aa
Bewafa, bewafa
Mujhko bar bar yaad na aa
Bewafa, bewafa
Mujhko bar bar yaad na aa
Bewafa, bewafa.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top