Mujhse Bola Na Gaya Lyrics

Mujhse Bola Na Gaya Lyrics Lyrics

“Mujhse Bola Na Gaya” Song Details:

Movie: Penalty (2019)
Singer(s): Dev Negi
Lyricist(s): Azeem Shirazi
Composer(s): Prini Siddhant Madhav
Music Director(s): Prini Siddhant Madhav
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Shubham Singh
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Lukram Smil, Kay Kay Menon, Shashank Arora
Release on: 19th July, 2019

Tumse poocha na gaya
Humse bola na gaya
Tumse poocha na gaya
Humse bola na gaya
Baat jo darmiyan thi
Darmiyan hi reh gayi

Phir se jaane kahan mulaqat ho
Tumse poocha na gaya
Humse bola na gaya
Tumse poocha na gaya
Humse bola na gaya
Baat jo darmiyan thi
Darmiyan hi reh gayi

Aisa laga tha tujhme main
Mahfoos ab ho chuka hoon
Pal bhar ka tha bas khwab ye
Tanha sa phir ho gaya hoon
Aisa laga tha tujhme main
Mahfoos ab ho chuka hoon
Pal bhar ka tha bas khwab ye
Tanha sa phir ho gaya hoon

Keh saka na haal-E-dil hai Bekaraariyan
Gumzada ye dil hua faili ye dooriyan
Phir se jaane kahan mulaqat ho
Tumse poocha na gaya
Humse bola na gaya
Tumse poocha na gaya
Humse bola na gaya
Baat jo darmiyan thi
Darmiyan hi reh gayi

Maine suna hai tujhko bhi
Mahsoos main ho raha hoon
Ye sach hai na bol de
Paagal sa main ho gaya hoon
Maine suna hai tujhko bhi
Mahsoos main ho raha hoon
Ye sach hai na bol de
Paagal sa main ho gaya hoon


Main karun toh kya karun
Tuhi bata jara
Bin tere ye saans bhi
Mile se dunga kya

Phir se jaane kahan mulaqat ho
Tumse poocha na gaya
Humse bola na gaya
Tumse poocha na gaya
Humse bola na gaya
Baat jo darmiyan thi
Darmiyan hi reh gayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top