Muraba (Javed Bashir) Lyrics

Muraba (Javed Bashir) Lyrics Lyrics

“Muraba (Javed Bashir)” Song Details:

Movie: Bombay Talkies (2013)
Singer(s): Javed Bashir
Lyricist(s): Amitabh Bhattacharya
Composer(s): Amit Trivedi
Music Director(s): Amit Trivedi
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Anurag Kashyap, Dibakar Banerjee, Zoya Akhtar, Karan Johar
Music Label: © T-Series
Starring: Amitabh Bachchan, Nawazuddin Siddiqui, Randeep Hooda, Rani Mukerji, Sadashiv Amrapurkar, Saqib Saleem, Aamir Khan, Katrina Kaif, Ranbir Kapoor
Release on: 3rd May, 2013

Sabra ki cheeni se turr hai
Purana ho toh behtar hai
Gazab ki zaat muraba
Chakh le re bhaiya

Ke jitne mausam dekhein ho
Lalak utni hi bhiitar hai
Har ek juzbaat muraba
Rakh le re bhaiya

Muraba muraba
Haan re bhaiya
Hai bilbi muraba
Haan re bhaiya
Muraba muraba
Hai bilbi muraba
Suniyo re
Badha hi ajooba fasana hai

Rakh le rakh le re
Rakh le rakh le re

Hoaaj maana dukaano meinho
Aaj maana dukaano mein
Kaanch ke murtabaanon mein
Kaid hai yeh rakha
Har kisi ki rasoi mein
Isne umeed sokhi thi
Hai tabhi bann saka


Hoiske zariye hi jaana hai
Meetha meetha sa hota hai
Zayaka dard ka
Zubaan ko khulke baaton ne
Zubaan ko khulke bolega
Patey ki baat muraba
Chakh le re bhaiya

Ke jitne mausam dekhein ho
Lalak utni hi bhiitar hai
Har ek juzbaat muraba
Rakh le re bhaiya

Muraba muraba
Haan re bhaiya
Hai bilbi muraba
Haan re bhaiya
Muraba muraba
Hai bilbi muraba
Suniyo re
Badha hi ajooba fasana hai

Laaya hai khyaalon
Mein lakh muraba
Yaadon mein raho toh jaanien
Jeevan ka surmaya
Hai sakh muraba
Hey jo bhi bhooje wahi jaane
Suniyo re ajooba
Badha hi fasana hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top