Mutasir Lyrics

Mutasir Lyrics Lyrics

“Mutasir” Song Details:

Movie: Karle Pyaar Karle
Singer(s): Javed Ali
Lyricist(s): Ustad Rashid Khan
Composer(s): Ustad Rashid Khan
Music Director(s): Ustad Rashid Khan
Genre(s): Love, Sensual, Romantic
Director(s): Rajesh Pandey
Music Label: © Sony Music
Starring: Shiv Darshan, Hasleen Kaur
Release on: 10th January, 2014

La la la la la la la la la
La la la la la aa
Turu ruru turu rururu
Turu ruru turu rururu

Is kadar aapse dil mutasir hua
Turu ruru turu rurur
Turu ruru turu rururu
Is kadar aapse dil mutasir hua
Aap ban gaye ho hamaari dua
Aap ban gaye ho hamaari dua
Ab to har saans lena sang aapke
Dil ko bhaane lage hain rang aapke
Aap hamse kabhi hona na juda
Mere khuda mere khuda
Hai yeh dua mere khuda
Is kadar aapse dil mutasir hua

Na na na na na
Na na na na na na
Na na na na na na
Na na na na na
Ho chehra haya hai baatein saba hai
Ankhein hain aaina
Ankhein hain aaina
Woo..

Chehra haya hai baatein saba hai
Ankhein hain aaina
Ankhein hain aaina
Noor se aapke maine jana
Kudrat ka maayana
Kudrat ka maayana
Aapko paya to roshan hua jahaan
Mere khuda mere khuda
Hai yeh dua mere khuda
Is kadar aapse dil mutasir hua

Mere khuda mere khuda
Hai yeh dua mere khuda


Dilkash adaa haiuff bakhuda hai
Aisi hai saadgi
Aisi hai saadgi
Ho ho o o..
Dilkash adaa hai uff bakhuda hai
Aisi hai saadgi
Aisi hai saadgi
Aapse saare mere nazaare
Ho gayi aashiqui
Ho gayi aashiqui
Aapki adaayein
Phir dil se jaaye na
Mere khuda mere khuda
Hai yeh dua mere khuda
Is kadar aapse dil mutasir hua
Aap ban gaye ho hamaari dua
Ab to har saans lena sang aapke
Dil ko bhaane lage hain rang aapke
Aap hamse kabhi hona na juda
Mere khuda
Mere khuda
Hai yeh dua
Mere khuda
Is kadar aapse dil mutasir hua.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top