Na Maaro Nazariya Ke Baan Lyrics

Na Maaro Nazariya Ke Baan Lyrics Lyrics

“Na Maaro Nazariya Ke Baan” Song Details:

Movie: Pehli Jhalak (1955)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Rajendra Krishan
Composer(s): Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Director(s): Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Genre(s): Drama
Director(s): M.V. Raman
Music Label: © Saregama
Starring: Kishore Kumar, Pran, Vyjayanthimala

Na maaro nazariya ke baan
Na maaro nazariya ke baan
Akeli aayi paniya bharan
Akeli aayi paniya bharan
Akeli aayi paniya bharan
Paniya bharan
Na maaro nazariya ke baan
Na maaro nazariya ke baan

Jamuna kinaare aayi
Jamuna kinaare aayi
Dur se chalake
Ji dur se chalake
Chhed kare na ji o
Chhore gokul ke
O chhore gokul ke
Dekho ji dekho mori
Gagari chhalake
Dekho ji dekho mori
Gagari chhalake
Hato ji hato mori
Chunari dhalake
Chunari dhalake
Ji chunari dhalake
Duwidha mein pad gayi jaan o o o
Duwidha mein pad gayi jaan
Akeli aayi paniya bharan
Akeli aayi paniya bharan
Akeli aayi paniya bharan
Paniya bharan
Na maaro nazariya ke baan
Na maaro nazariya ke baan

Tum kya jaano
Natkhat kaanha
Tum kya jaano
Natkhat kaanha
Saans nanad mohe
Devegi taana
Tu hi bata main
Karun kaun bahana
Tu hi bata main
Karun kaun bahana
Chhodo bhi pichha abb ja na
Abb ja na aaya bada balwaan
O aaya bada balwaan
Akeli aayi paniya bharan
Akeli aayi paniya bharan
Akeli aayi paniya bharan
Paniya bharan
Na maaro nazariya ke baan re
Na maaro nazariya ke baan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top