Na Phoolon Ki Duniya Lyrics

Na Phoolon Ki Duniya Lyrics Lyrics

“Na Phoolon Ki Duniya” Song Details:

Movie: Saaz Aur Awaz
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Khumar Barabankvi
Composer(s): Naushad Ali
Music Director(s): Naushad Ali
Genre(s): Classical
Director(s): Subodh Mukherji
Music Label: © Saregama
Starring: Joy Mukherjee, Saira Banu, Kanhaiya Lal, Padma, Niranajan Sharma, Asit Sen, Mumtaz

Aa a a

Na phoolon ki duniya, na taaro ki duniya
Ye hai bas khayal e baharo ki duniya

Yahan mast nazare bahakane ko tarase
Umago bhare dil dhadakane ko tarase
Ye hai pyaar ke besaharo ki duniya

Yahan gham hai lakho, masarrat nahi hai
Tadapane ki lekin ijaazat nahi hai
Ye hai ishq ke beqararo ki duniya


Na phoolon ki duniya, na taaro ki duniya
Ye hai bas khayal e baharo ki duniya

Aa a a

Payaliya bawari baaje
Payaliya mori jhanana jhanana
Jhana jhananana baaje a a
Payaliya bawari mori

Aa a a

Aaj sakhi more pi ghar aaye, aa a  a
Aaj sakhi more pi ghar aaye
Dekh dekh chhab jiyaraa jaye
Baar baar mora man laharaye
Payaliya bawari baaje
Payaliya mori jhanana jhanana
Jhana jhananana baaje a a
Payaliya bawari mori

Saat suro ke dip jalake, aa a a
Saat suro ke dip jalake
Prem bin ki dhun par gake
Aaj nachun mai piya ko pake
Payaliya bawari baaje
Payaliya mori jhanana jhanana
Jhana jhananana baaje a a
Payaliya bawari mori

Aa a a.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top