Nagma Sa Koi Ched Gaya Lyrics

Nagma Sa Koi Ched Gaya Lyrics Lyrics

“Nagma Sa Koi Ched Gaya” Song Details:

Album/Label: Laharen (1983)
Singer(s): Talat Aziz
Composer(s): Asad Ali Khan
Music Director(s): Asad Ali Khan
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Talat Aziz

Nagma sa koi ched gaya dil ke aas paas
Nagma sa koi ched gaya dil ke aas paas
Dil ko qayame husne ki mehfil ke aas paas
Nagma sa koi ched gaya dil ke aas paas
Dil ko qayame husne ki mehfil ke aas paas
Nagma sa koi ched gaya dil ke aas paas

Woh sokh woh haseen woh masum dilruba
Sandal sa uska jism thaa chehra gulaab tha
Milkar milkar bichhad gaya hain woh
Milkar milkar bichhad gaya hain woh
Manzil ke aas paas
Nagma sa koi ched gaya dil ke aas paas
Dil ko qayame husne ki mehfil ke aas paas
Nagma sa koi ched gaya dil ke aas paas

Duniya mere bahaar ki uski bahaar se
Duniya mere bahaar ki uski bahaar se
Lamhein sawar gaye the mere uske pyaar se
Lamhein sawar gaye the mere uske pyaar se
Aankhon se hain woh door
Aankhon se hain woh door magar dil ke aas paas
Nagma sa koi ched gaya dil ke aas paas
Dil ko qayame husne ki mehfil ke aas paas
Nagma sa koi ched gaya dil ke aas paas

Ek anjuman saji hain nigahon mein aaj ki
Mera safar hai uski hi raahon mein aaj bhi
Kashti hai meri pyaar ke
Kashti hai meri pyaar ke saahil ke aas paas
Nagma sa koi ched gaya dil ke aas paas
Dil ko qayame husne ki mehfil ke aas paas
Nagma sa koi ched gaya dil ke aas paas.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top