Nahi Re Nahi (Episode 5) Lyrics

Nahi Re Nahi (Episode 5) Lyrics Lyrics

“Nahi Re Nahi (Episode 5)” Song Details:

TV Show: Coke Studio Pakistan – Season 2
Singer(s): Ali Zafar
Genre(s): Happy (Feel Good), Romantic
Release on: 14th June, 2009

Ho…
Socha kya kabhi tu ne ye ?
Aaye tum kahan say ho ?
Jaoge kahan ye socha ?
Nahin ray nahin.

Ho…
Kaisi hai ye duniya dekho
Kaise kaise log yahaan
Tune inko hai pehchana ?
Nahin ray nahin

Ho…
Ik tu ik tera maula…
Wo bole mujhe bata
Tune us se baatein ki ?
Nahin ray nahin.

Ho…
Tune kya banai..
Tune kya sajai..
Sub kiya hai usne
Tune baatein banayi..

Ho…
Kisi ka bhi dil hai
Kisi ki bhi hai marzi
Tumne jhanka hai kya usme ?
Nahin ray nahin


Ho…
Zindagi hayaa hai..
Waqt pareshaan hai
Is ki haqiqat ko jana ?
Nahin ray nahin

Ho…
Jo tera khuda hai…
Wo mera khuda hai…
Tera kaha na manu tu..
Kyun mujhay saza hai ?

Hoo…
Kadi aa tu dil de andar
Kadi aa tu dil de andar
Main tera mast kalandar

Ho…
Socha kya kabhi tu ne ye
Aaye tum kahan say ho ?
Jaoge kahan ye socha ?
Nahin ray nahin.

Ho…
Ik to ik tera maula…
Wo bole mujhay bata
Tune us se baatein kein

Nahin ray nahin
Nahin ray nahin
Nahin ray nahin
Hoo..hoo..hoo……….

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top