Naina Bol Lyrics

Naina Bol Lyrics Lyrics

“Naina Bol” Song Details:

Movie: Jab Tum Kaho
Singer(s): Shankar Mahadevan
Lyricist(s): Ravi Chopra
Composer(s): Nishad Chandra
Music Director(s): Nishad Chandra
Genre(s): Love, Romantic
Director(s): Vikram Shankar
Music Label: © T-Series
Starring: Parvin Dabas, Ambalika Sarkar, Shirin Guha

Palko se ulji palak
Ye kissa gayaa dil talak
Ho dil ne kaha dekh lee
In aankhon mein rab ki jhalak

Lamho ki mulakaton mein
Hame baandh ke jazbaton mein
Lamho ki mulakaton mein
Hame baandh ke jazbaton mein
Bin bole har bhed jiya ka khol gaye

Jo hum keh na paaye naina bol gaye
Jo hum keh na paaye naina bol gaye
Naina bol gaye naina bol gaye
Naina bol gaye naina bol gaye
Jo hum keh na paaye naina bol gaye
Jo hum keh na paaye naina bol gaye

Mannaten, minnaten rang laane lagin
Jannaten ru-ba-ru mere aane lagin
Mannaten, minnaten rang laane lagin
Jannaten ru-ba-ru mere aane lagin

Khul ke khilne lagi khwaaishen
Manchali si hain farmaaishen
Saanson mein ehsaas
Nasha sa ghol gaye
Jo hum keh na paaye naina bol gaye
Jo hum keh na paaye naina bol gaye


Hauslo ki hava de gayi chahaten
Tum mile to mili dil ko 100 raahaten
Hum sulajhne ulajhne lage
Ishq kya hai samajhne lage
Hum sambhle to dil deewane dol gaye

Jo hum keh na paaye naina bol gaye
Jo hum keh na paaye naina bol gaye
Naina bol gaye naina bol gaye
Naina bol gaye naina bol gaye
Jo hum keh na paaye naina bol gaye
Jo hum keh na paaye naina bol gaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top