Naina Naina Lyrics

Naina Naina Lyrics Lyrics

“Naina Naina” Song Details:

Movie: Mushkil (2019)
Singer(s): Nakul Chhawchharia
Lyricist(s): Ravi Chopra
Composer(s): Ravi Chopra
Music Director(s): Ravi Chopra
Genre(s): Love, Romantic
Director(s): Rajiv S. Ruia
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Shafaq Naaz, Rajniesh Duggall, Kunaal Roy Kapur

Naina naina tere naina naina
Tere naina kamaal karte hai
Naina naina tere naina naina
Tere naina kamaal karte hai

Chaina chaina liye jaaye chaina
Bura dil ka haal karte hai
Khud jawab dete hai
Khud sawal karte hai

Naina naina tere naina naina
Tere naina kamaal karte hai
Chaina chaina liye jaaye chaina
Bura dil ka haal karte hai
Khud jawab dete hai
Khud sawal karte hai
Naina naina tere naina naina
Tere naina kamaal karte hai

Hai sau samandar naino mein tere
Doobe hai inme sau khwab mere
(Naina-naina tere, naina naina tere
Naina naina tere naina)

Hai sau samandar naino mein tere
Doobe hai inme sau khwab mere
palkon pe teri meri neend soye
Tere sang jaage mere savere
Kabhi hauslo ko hawa de
Kabhi faashlo ko badha de
Kabhi hauslo ko hawa de
Kabhi faashlo ko badha de
Dil sambhal nahi paata
Aisi chaal chalte hai
Naina naina tere naina naina
Tere naina kamaal karte hai


Kaise main samjhun naino ki bhansa
Kabhi dard bakshe, kabhi de dilasha
Kaise main samjhun naino ki bhansa
Kabhi dard bakshe, kabhi de dilasha
Sharmo haya ki hadein todd jaaye
Mere dil pe apne nishaan chhod jaaye

Mahfil mei karke gustaakhi
Tanhaayi mein maange maafi
Mahfil mei karke gustaakhi
Tanhaayi mein maange maafi
Ye jahaan ki rashmo ka
Kab khayal karte hai

Naina naina tere naina naina
Tere naina kamaal karte hai
Chaina chaina liye jaaye chaina
Bura dil ka haal karte hai
Khud jawab dete hai
Khud sawal karte hai
Naina naina tere naina naina
Tere naina kamaal karte hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top