Naino Waali Lyrics

Naino Waali Lyrics Lyrics

“Naino Waali” Song Details:

Album/Label: Identity – Raghav (2009)
Singer(s): Raghav Mathur
Composer(s): Raghav Mathur
Music Director(s): Raghav Mathur
Genre(s): Love
Music Label: © Universal Music
Release on: 29th August, 2009

Na na na na naino waali

Yeh aawaara machalate baadal
Keh denge dil ki baat
Aankhon ki masti ke kaajal
Na chhupayenge koyi raaj
Tere naam se judi hai mere kismat ki dor
Mausam ka har ishaara
Mujhe khinche teri aur
Aise jhumake aaya hai behlaane tera pyaar
Mujhe bhulane na dega tere nazaron ka vaar
Matwaale naino waali
Matwaale naino waali
Matwaale naino waali
Matwaale naino waali
Na na na na naino waali
Are o jaane jaan

Yeh khilkhilaati kaliyaan
Laaye honto pe muskaan
Thad thadate haathon
Mein chhede dil ke taar
Ghir ghir aaya saawan
Lekar nayi bahaar
Alhad pawan ke jhonke umade baar baar
Aise jhumake aaya hai behlaane tera pyaar
Mujhe bhulane na dega tere nazaron ka vaar
Matwaale naino waali
Matwaale naino waali
Matwaale naino waali
Matwaale naino waali
Na na na na naino waali
Na na na na naino waali
Na na na na naino waali
Na na na na naino waali
Are o jaane jaan

Matwaale naino waali
Matwaale naino waali
Matwaale naino waali
Matwaale naino waali.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top