Naya Mausam Nayee Raahein Lyrics

Naya Mausam Nayee Raahein Lyrics Lyrics

“Naya Mausam Nayee Raahein” Song Details:

Movie: Flat No. 9 (1961)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Composer(s): Usha Khanna
Music Director(s): Usha Khanna
Genre(s): Romantic
Director(s): Romesh Sharma
Music Label: © Saregama
Starring: Ashok Kumar, Saeeda Khan, Helen, Dhumal

Naya mausam nayee raahein
Naye deewaane hain
Kahaan tak jana hai
Sabhi anjaane hain
Deewaane hum dil ke
Hamein kya manzil se
Deewaane hum dil ke
Hamein kya manzil se
Naya mausam nayee raahen
Naye deewaane hain
Kahaan tak jana hai
Sabhi anjaane hain
Deewaane hum dil ke
Hamein kya manzil se
Deewaane hum dil ke
Hamein kya manzil se

Chale saaz chhed ke bahaaron mein
Goonjte hain geet se nazaaron mein
Ho o o
Chale saaz chhed ke bahaaron mein
Goonjte hain geet se nazaaron mein
Ye gungunaati rut hai
Ye gungunaati rut hai
Ye gungunaati rut hai
Gungunaati rut hai
Gaaye ja
Deewaane hum dil ke
Hamein kya manzil se
Deewaane hum dil ke
Hamein kya manzil se
Naya mausam nayee raahein
Naye deewaane hain
Kahaan tak jana hai
Sabhi anjaane hain
Deewaane hum dil ke
Hamein kya manzil se
Deewaane hum dil ke
Hamein kya manzil se

Beqaraar pyaar kahaan jaayega
Mod to kahin pe koi aayega
Ho o o
Beqaraar pyaar kahaan jaayega
Mod to kahin pe koi aayega
Ye beqaraar rut hai
Ye beqaraar rut hai
Ye beqaraar rut hai
Beqaraar rut hai
Doley jaa, deewaane hum dil ke
Hamein kya manzil se
Deewaane hum dil ke
Hamen kya manzil se
Naya mausam nayee raahein
Naye deewaane hain
Kahaan tak jana hai
Sabhi anjaane hain
Deewaane hum dil ke
Hamein kya manzil se
Deewaane hum dil ke
Hamein kya manzil se
Naya mausam nayee raahein.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top