“Nazron Ke Milne Se” Song Details:
| Movie: | Vishwavidhaata (1997) |
| Singer(s): | Kavita Krishnamurthy |
| Lyricist(s): | P.K. Mishra |
| Composer(s): | A.R. Rahman |
| Music Director(s): | A.R. Rahman |
| Genre(s): | Love |
| Director(s): | Farogh Siddique |
| Music Label: | © KMI Music |
| Starring: | Jackie Shroff, Ayesha Jhulka, Sharad Kapoor, Pooja Batra, Arjun |
Nazron ke milne se hoti hai kyu halchal
Hum nahi kho jaye chota sa hai ye dil
Nazron ke milne se hoti hai kyu halchal
Hum nahi kho jaye chota sa hai ye dil
Nazron ke milne se hoti hai kyu halchal
Hum nahi kho jaye chota sa hai ye dil
Rat me poonam ka chandarma ho jaise
Pyar me mujhko bhi lagte ho tum waise
Jhil mil sitaro se aasma khilta hai
Jhil mil sitaro se aasma khilta hai
Pyar ki baharo se dil mera khilta hai
Nazron ke milne se hoti hai kyu halchal
Hum nahi kho jaye chota sa hai ye dil
Nazron ke milne se hoti hai kyu halchal
Hum nahi kho jaye chota sa hai ye dil
Sagar se milne ko machle hai jo nadiya
Sajan se milne ko chamke meri bindiya
Bhawro ki chahat mein madhosh hai kaliya
Bhawro ki chahat mein madhosh hai kaliya
Tumse mahakti hai mere dil ki galiya
Bhawro ki chahat me madhosh hai kaliya
Nazron ke milne se hoti hai kyu halchal
Hum nahi kho jaye chota sa hai ye dil
Nazron ke milne se hoti hai kyu halchal
Hum nahi kho jaye chota sa hai ye dil
Nazron ke milne se hoti hai kyu halchal
Hum nahi kho jaye chota sa hai ye dil.


