O Gandhi Ke Beto Lyrics

O Gandhi Ke Beto Lyrics Lyrics

“O Gandhi Ke Beto” Song Details:

Movie: Hum Kahan Ja Rahe Hain
Singer(s): Mahendra Kapoor
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi
Composer(s): Basant Prakash
Music Director(s): Basant Prakash
Genre(s): Desh Bhakti
Director(s): Nitin Bose
Music Label: © Saregama
Starring: Prakash, Neena, Nadira, Murad, Jagirdar, Abhi Bhattacharya, Jankidas, Leela Mishra

O gandhi ke beto
O nehru ke chelo
Jara ruk ke socho watan ki kasam
Ham kaha ja rahe hai
Ham kaha ja rahe hai

O gandhi ke beto
O nehru ke chelo
Jara ruk ke socho watan ki kasam
Ham kaha ja rahe hai
Ham kaha ja rahe hai

Yaha prem tha or sachi preet
Yaha pehli pehli bahar aayi thi
Ye wo desh hai jiski tahjib ne
Jamane ko tahjib sikhlayi thi
Jamane ko tahjib sikhlayi thi
Ham kaha ja rahe hai
Ham kaha ja rahe hai

O gandhi ke beto
O nehru ke chelo
Jara ruk ke socho watan ki kasam
Ham kaha ja rahe hai
Ham kaha ja rahe hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top