Pagle Manwa Ab Rota Hai Lyrics

Pagle Manwa Ab Rota Hai Lyrics Lyrics

“Pagle Manwa Ab Rota Hai” Song Details:

Movie: Bhishma Pratigya (1950)
Singer(s): Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist(s): Manohar Lal Khanna
Composer(s): S.K. Pal
Music Director(s): S.K. Pal
Genre(s): Playful
Director(s): Vasant Painter
Music Label: © Saregama
Starring: Shahu Modak, Nargis Dutt, Mahipal, Nibalkar, Purnima Razi, Kumar, H Prakash, Misra
Release on: 1st January, 1950

O o pagle
Manwa aa
Manwaa
Rota hai kyun un
Ab rota hai kyun

O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hai kyun
O pagle manwa aa
Rota hai kyun
Ab rota hain kyun
Jhoothhi aas lagaake
Ret ke mahal banaake
Ab rota hai kyun
O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hai kyun

Chandaa ke todne ko
Haath badhaaya kyun
Chandaa ke todne ko
Haath badhaaya kyun
Taare sametne ko
Jholi ko pasaara kyun
Jholi ko pasaara kyun
Indra dhanush ko jhoola banaake
Jhoola banaake
Ab rota hai kyun
O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hai kyun

Aankhon ne dekha thha jo
Dil ne suna thha
Aankhon ne dekha thha jo
Dil ne suna thha
Rang bhara thha dhokha thha wo
Ik sapna thha
Ik sapna thha
Soorya kiran se aankhen milaa ke
Aankhen milaa ke
Ab rota hai kyun
O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hain kyun
Jhoothi aas lagaa ke
Ret ke mahal banaake
Ab rota hai kyun
O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hai kyun.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top