Pal Lyrics

Pal Lyrics Lyrics

“Pal” Song Details:

Album/Label: Dhaani (2003)
Singer(s): Strings (Band)
Lyricist(s): Strings (Band)
Composer(s): Strings (Band)
Music Director(s): Strings (Band)
Music Label: © Sony BMG
Release on: 1st September, 2003

Chahain hum sabhi
Itna hi sundar kal
Jaise thum gaye ho
Aaj ka yeh pal
Chahain hum sabhi
Itna hi sundar kal
Jaise tham gaye ho
Aaj ka yeh pal
Kitna pyaara hai
Kitna pyaara hai yeh pal
Chahain hum sabhi
Itna hi sundar kal
Jaise tham gaye ho
Aaj ka yeh pal

Aankhon main hai
Bus ek sapna
Kay labon pay ho
Bus ek naghma
Kay faasle ho kum
Hum hain doori na rahe

Jaise raat o din ka milna
Jaise sehra main
Phoolon ka khilna
Aur pyaar ka diya
Dil main ab jalta rahain

Aur uski roshni
Yeh kehti rahe
Yeh kehti rahe
Kitna pyaara hai yeh pal
Kitna pyaara hai yeh pal
Kitna pyaara hai yeh pal

Chahain hum sabhi
Itna hi sundar kal
Jaise thum gaye ho
Aaj ka yeh pal
Chahain hum sabhi
Itna hi sundar kal
Jaise thum gaye
Ho aaj ka yeh pal
Kitna pyaara hai yeh pal
Kitna pyaara hai yeh pal
Kitna pyaara hai yeh pal
Kitna pyaara hai yeh pal.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top